In faslon ki fiker mai kyun kr krun bhala;
Bohat door reh kar b mere paas hai koi.
Is soch mai dooba hai bohat dair se mera dil,
kya us k dil main b aisa ehsas hai koi ...?
Us ki nazron se hai bana mari saanson ka tasalsul,
is tarha mari zindagi ki aas hai koi...
Us ka jo poocha hai to bas itna jaan lo,
Bohat khaas, bohat khaas, bohat khaas hai koi...
Mohsin jo ja rahay ho to ye b usay kehna;
us k bina is sheher main udas hai koi.

No comments:
Post a Comment