Monday, February 21, 2011

Sultan Ghazi Salahuddin Ayubi ne Falasteen

Sultan Ghazi Salahuddin Ayubi ne Falasteen, Sham, Urdan, Lebnan, Misr par hakumat ki...

BAIT UL MAQDAS fatah kia.

unki wafaat k baad unki zati Jaaedad ka hisab kia gaya tou
1 Ghora,
1 Talwar,
1 Zirah,
1 Dinaar
or
36 dirham k siwa kuch paas na tha

Sultan Shadeed Khawhish k Bawajud zati sarmaya na hony ki waja se HAJJ na kar saky

(Ibn-e-Khuldoon)

No comments:

Post a Comment