Mera Asasa hi dosti hy.
Ye ghup andhero me roshni hy.
Ye kaali raton me Chandni hy.
Isi sahaary guzar rahay hain.
Ye zindagi k haseen lamhay.
Ye meri Izzat Ye meri Shohrat.
Hy doston ki dua ka haasil.
Mujhy duaon ka hi aasra hy.
Bs itni c iltija hy TUM se.
Meri khataon ko maaf krna..
Meri wafaon ki laj rakhna..
MUJHY DUAON MEN YAAD RAKHNA..
Ye ghup andhero me roshni hy.
Ye kaali raton me Chandni hy.
Isi sahaary guzar rahay hain.
Ye zindagi k haseen lamhay.
Ye meri Izzat Ye meri Shohrat.
Hy doston ki dua ka haasil.
Mujhy duaon ka hi aasra hy.
Bs itni c iltija hy TUM se.
Meri khataon ko maaf krna..
Meri wafaon ki laj rakhna..
MUJHY DUAON MEN YAAD RAKHNA..
No comments:
Post a Comment