Humare haal par roya DECEMBER,
wo dekho toot kr barsa DECEMBER,
guzar jata ha sara saal yun to,
nahi kat'ta magar tanha DECEMBER,
bhala barish se kya serab ho ga?
tumhare wasal ka pyasa DECEMBER,
woh kab bichra? nahi ab yaad lakin,
bus itna ilm ha k tha DECEMBER,
yun palkein bheegti rehti hein aise,
meri aankhon mein jesy aa thehra DECEMBER,
jama ponji yehi ha umer bhar ki,
meri tanhai aur mera DECEMBER...
wo dekho toot kr barsa DECEMBER,
guzar jata ha sara saal yun to,
nahi kat'ta magar tanha DECEMBER,
bhala barish se kya serab ho ga?
tumhare wasal ka pyasa DECEMBER,
woh kab bichra? nahi ab yaad lakin,
bus itna ilm ha k tha DECEMBER,
yun palkein bheegti rehti hein aise,
meri aankhon mein jesy aa thehra DECEMBER,
jama ponji yehi ha umer bhar ki,
meri tanhai aur mera DECEMBER...
No comments:
Post a Comment