Sunday, February 20, 2011

FRIENDS

'FRIENDS'
Duniya K Kaminay Tareen insaan Hote Hain,
Apko Khoob Zaleel Karte Hain,
Aur Aap Bhi Apne Khoobsurat Alfaaz Se Unki izzat Ko Chaar Chand  Lagate Hain..
But Wo Beghairat Phir Bhi Aap K Boht Ache Dost Hote Hain,
Unki Beghairti K Baghair Life Mein Kuch Kami Si Lagti Hai
Miss u Kameeno
i mean dosto.

No comments:

Post a Comment