Monday, February 21, 2011

3 DOSTON KI KAHANI

"3 DOSTON KI KAHANI"

1. ILM,
2. DOLAT   or
3. BHROSA.

3no Dost thay,
3no me pyar b Bohat tha.
Aik aisa wqt aaya k 3no ko juda hona pda.
3no ne aik 2sre se swal kia k wo kahan jaen ge?

ILM bola: "Me Mdrisa, Msjid or School jaon ga."

DOLAT ne kaha:
"Me Mehal or Ameeron k pas jaon gi."

Lekin

BHROSA Khamosh rahA. 
2no ne wja  pochhi  to  BHROSE ne Thandi Aah bhar k kaha:

Me 1  bar chalA Gaya, To phir Kabhi wapas Nhi AaoN ga.

No comments:

Post a Comment